We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Is Tarhan Kay Kaamon Mai

from Bahadur Yaar Jung by E Sharp

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $1 USD  or more

     

lyrics

Aao meray yaaro sub gaao ye tarana
Tarraqqi ki seeriyon pe tum ko hai charhana
Sach, zameer hota hai kahaniyon kay naamo mai
Haan, haan

Waise he karo tum jaisa tum ko bataoun
Seekhtay jao jaisa tum ko sikhaoun
Aisa toh hota hai is tarhan kay kaamo mai
Haan, haan

Chaltay jao tum Bahadur lamba tera rasta hai
Koriyon kay daamo se zameer yahan sasta hai
Hum toh tere peechay peechay aayein gai
Dekh kar tujh he ko hum bhe deen apna banayein gai

Khaatay jao tum Bahadur, paith kitna mota hai
Rishwat kay bazaar mai phir bhe ye sikka khota hai
Hum toh tera jhoota khana bhe khayein gai
Tere he karam se do dariya pay ghar banayein gai
Na humay dar koi, na fikar koi chaltay hum ko jaana hai
Samaaj mai aagay barhnay kay liye gaana ye taraana hai

credits

from Bahadur Yaar Jung, released May 2, 2015
Written by Ahmed Zawar
Engineered by Qumber Kazmi and Anwaar Ahmed
Produced by Anwaar Ahmed

Ahmed Zawar: Lead vocals, crowd vocals
Anwaar Ahmed: Lead guitar, rhythm guitar, crowd vocals
Zia Zaidi: Bass, crowd vocals
Qumber Kazmi: Drums

Featuring Wajiha Abbas on crowd vocals

license

all rights reserved

tags

about

E Sharp Karachi, Pakistan

contact / help

Contact E Sharp

Streaming and
Download help

Report this track or account

If you like E Sharp, you may also like: