We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Sooli

from Bahadur Yaar Jung by E Sharp

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $1 USD  or more

     

lyrics

Sooli pe mai jo charha
Ye kya se kya hogaya
Khawab lachaar hoe
Kab se faraar hoe
Kamyaabi kay kissay beshumaar hoe
Waise toh saaray ek symth mai he jaa rahe hain
Par jatay jatay phir bhe yehi gaa rahe hain
Kay "mujh ko chaand bhe dedo
Sooraj bhe dedo
Ye taaray saray humaray kub hoon gai?
Mera dil tum lelo, rooh bhe tum lelo
Aur lelo ye eemaan"

Khoye hain hum kahan
Soya hai zameer jahan
Kho gaye jo pehchaan thi
Kho raha hai ye eemaan

Aankhein meri jub khulein
Duniya samajh mai aanay lagi
Kaisa bazaar hai ye
Sar pe sawaar hai ye
Kehte ho theek jisko bekaar hai ye
Waise toh saaray acha he kha rahe hain
Phir khatay khatay phir bhe yehi gaa rahe hain
Kay "mujh ko chaand bhe dedo
Sooraj bhe dedo
Ye taaray saray humaray kub hoon gai?
Mera dil tum lelo, rooh bhe tum lelo
Aur lelo ye eemaan"

Khoye hain hum kahan
Soya hai zameer jahan
Kho gaye jo pehchaan thi
Kho raha hai ye eemaan

credits

from Bahadur Yaar Jung, released May 2, 2015
Written by Ahmed Zawar
Engineered by Qumber Kazmi and Anwaar Ahmed
Produced by Anwaar Ahmed

Ahmed Zawar: Lead vocals, harmonies, acoustic guitar, keyboards, additional string arrangement
Anwaar Ahmed: Lead guitar, rhythm guitar, harmonies
Zia Zaidi: Bass, string arrangement
Qumber Kazmi: Drums

license

all rights reserved

tags

about

E Sharp Karachi, Pakistan

contact / help

Contact E Sharp

Streaming and
Download help

Report this track or account

If you like E Sharp, you may also like: